1.Unke jaane se chiragon
mein roshini kaham
Chaand bhuj saa gaya mere
gum se
Aab maut humse door kahn
2. aap se milke hum badal se
gaye
sher padhne lage gunguna ne
lage
pehle mashoor thi apni sar-
zindagi aab tho jab dekhiye
muskuraane lage
3. teri yaad mein nahi
guzarthe aise
tho koi daur nahin
jinki khwaish par sajde kiye
who aap hain aur koi nahin 4. us raat ko tho meri aise
halath thi
vo door the muhjse par dil ke
paas the
socha tha taaare ginke kat
gayi raat meri taaare bhi nahin aaye vo unke
paas the 5. humne metrik tak haasil ki
hain education phir bhi
naa jaan sake love ki
definition
phir dil ke darewazee par like
diya no admission
aap aa gaye phir bhi without
permission 6. patti patti gulab ho jathi
hain
har kali ek khwaab ho jathi hai
agar daal mein nagar fizaon
par
tho shabnam sharaab ho jathi hai
jisme dekha ho lakhon
hasinayee
uski niyat kharab ho jathi hain 7. har nazar mein ek kashish
ho thi hai
har nazar mein ek chahat
hothi hai
yeh mumkin nahin har kisi ki
liye taj mahel banana
lekin har nazar mein ek
mumtaz hothi hai 8. ishq ne insaan ko kya se
kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko
deewana bana diya
do phool ko bhooj naa utha
saki mumtaaz shah jahan ne uspar taj mahel
bana diya 9. dava bhi kaam naa aaye
koi dua na lage
mere khuda kisi ko
pyar ki hawa na lage
10.phool khilthe hain
baharoon ka sama hota hai aise mausam mein dil jawan
hota hai
dil ki baton ko hoton se nahin
kehthe
yeh fasana tho aankhon se
bayan hota hai 11. humne mohabbat ko
dekha hai kuch iss makam tak
ki aab tho nafarat sii ho gayi
hai mohabbat ki naam see 12. Ae chaand tu door rehkar
bahoot jalaale hume
bahoot din ho gaye tere
deedar ki bhi
ab saans toot na jaye kahin
ek deed tho aa ke de abhi 13.shaam chale naam naam
sadak pe
baraf si rangat wali ladki
kisi ka rasta dekh rahi thi
koi ho poochey tho hans kar
keh de yeh duniya kithni shakh karthi
hai
kaan ka bala dhoondh rahi thi 14.vo rah vo raste chod diye
humne
wooh yaar wo kasme thod
diye humne
tere ishq mein-e-sanam
yeh duniya tak chod diya humne 15. khuda kisi ko kisi par fida
na kare
fida kare tho bhi qayamat tak
juda na kare 16.sehma sehma saa rehtha
hoon
dara dara saa rehta hoon
jaane yeh dil kyon bharea sa
rehtha hai
ik pal uthun tho dekhta hoon sab kuch jal chukka hai
bas jara jara sa rehta hoon 17. yaad aathe hain wo din jo
humne dabhi guzaare the
kabhi dil chatha hain ke wo
din wapas aajaye
lekin hum bahut door chale
gaye kabhi socha nahin tha tum
aise ho gaye
wo do pal jo humne guzaare
the
kaash kabhi wo wapis aa jaye 18. bahut dekha hai un logon
ko jo
khushiyon mein haste aur
gamon mein rote hain
wo insaan bahut kam hote
hain jo gamon mein muskurate aur
khushiyon mein palke bhigote
hain 19.kuch log zamane mein aise
bhi hote hain
mehfil mein jo haste hain
tanhai mein roote hain 20.muddaton baad aaj palke
bhigi
aankh bhar aayi humari
aine ne jab kaha hums
ek zamana hua dekhe
muskurahat tumhari 21.tum humesha hamari nazar
mein rahe ho
ab tumhe aazmane se kya
fayada
tum kisi aur ke jaal mein kaid
hoo tumse ulfat jatane see kya
fayada 22. tute hue paimaane mein
jaam nahi aatha
ishq ke mariz ko aaram nahin
aata
aye dil todne wale tune yeh
tho socha hota toota dil kisi ke kaam nahin
aatha 23.mujhe dushman ka pata na
tha
aur doston ki khabar na thi
teri daastan kuch aur thee
meri daastan kuch aur hai
kabhi laut aye tho poochna nahin
dekhna inhe gaur see
jinhe raaste mein khabar ho ki
yeh
raste koi aur hai 24.main labe shikve ko see
leta hoon
chand ghadiyan hai yun hi gin
leta hoon
ek baar pakad leta hoon jis
dost ka haath usi haath see jahar pi leta
hoobn 25. kabhi dekha hai manzar
shaam ke baad
kitney chup chup rehte hai
shajar shaam ke baad
tho suraj tujhe kya maloom
raat ko dookh ki raaz utar mein jaan ghar
shaam ke baad 26.hoti agar kabool koi iltaja
hamari
ibadat ke deewane aaj hum
bhi karte
mohabbat ki hoti hum see bhi
kisi ne agar tho har shaksh see naram
mizaz hum bhi hua karte 27.har lafz kaghaaz par utaara
nahin jata
har naam sare aam pukara
nahin jata
hote hai doston mein kuch
raaz ki baatein shayad iss liye iss khel mein
hara nahin jaatha 28. pyar karo tho ithna karo ki
koi had na rahe
intazaar karo tho ithna karo ki
waqt na rahe
bharoosa karo tho ithna karo
ki shak na rahe nafrat karo tho ithna karo ki
mohabbat na rahe 29.nahin kiya gile shab-e-
sahar kisi see
hansna rona accha laga tanhai
mein
kehte bhi kya kisi see ki hum
hai tanha tanha jeena tho hai ek saza tanhai
mein 30. har lamha har roz umidon
ka chirag jala kar
bhuja gaya roshini ka har ek
zaria wo mujhe jala kar 31. tum dost hote tho
mohabbat ka sawaal na karte
use mehsoos karte aur hamara
khayal karte
afsos ki tum hamari ulfat se
naawakif rahe jaise umar bhar saath reh kar
bhi naa rahe 32.sookhe patte se pyar kar
lenge hum
tujh par aithbaar kar lenge
hum
tum yeh tho kaho ki tum
hamare hoo zindagi bhar intazaar kar
lenge hum 33.gum ek zahar hai unhe piya
jaata hoon
raat ki tanhai ko unhe aabad
kiye jataa hoon
mujhe tho maloom nahin tha
lekin log kehte hain sote sote tera naam liye jaata
hoon 34.jab usne mujhe pyaar se
dekha
badal gayi meri jeevan rekha
jab usne lii mere samne
angarai
bhool gaya main khuda ki khudai usne kaha hua tumse
pyar
mujhe laga hua yeh kaisa
chamatkar
uski galiyon mein tha mera
ana jaana lekin kab banegi meri jane
jaana 35.usuloon key saath agar
chaloon tho
jazbaath kaa kya karon duniya ko agar khush karon
tho
armaano ka kya karoon
har ek ke liye jaha mein jiya
nahin jaa saktha
ehsaas hi agar apna mita doon phir jee key kya karon 36.shabanam se kya phool hile
jab tak barsaat na hoo
khat see kya dil bhare
jab tak mulaqat na hoo 37. akeli jee rahi thi dil ka
aanan soona tah mera
sirf tanhaiyaan thi mere paas
par tumne itna pyar diya hai
jaan ke ki ab maut bhi na
aaye marne ke baad 38.zindagi tho jaise ek saza si
ho gayi
gum ke sagar mein iss kadar
kho gayi
tum aa jao wapis yeh guzarish
hai meri shayuad mujhe tumhari aadat
si ho gayi hai 39.hume koi gum nahin tho
game aashiqui se pehle
na thi dushmani kisi se teri
dosti se pehle
mein kabhi na muskurata jo
mujhe ye ilm hota ki hazaar gum milenge mujhe
ek khushi se pehle
hume koi gum nahin tha game
aashiqui se pehle 40. kuch phool tum par bhi the
kuch phool hum par bhi the
tum bhi saj rahe the
hum bhi saj rahe the
bas fark ithna tha
tum duniya basa rahe the aur hum duniya se jaa rahe the 41. agar rah se kuch maanga
tho shikarat
ho gee tere hote hue
kisi aur ko chahu tho quamat
ho gee
kyon ki khuda ne tujhe ithni fursat
see banayi hai ki teri
aankhon mein jannat ka rasta
nazar aaya hai 42.mein dil jo laakh samhaya
ki e-dil unko
yaad karna chod de
par dil ke har kone se awaaz
aayi
yahan tho har saans mein base hain wo
tho kya saans lena chod dee 43.aansu ko ankhon ki dehliz
pe laya na karo
apne dil ki halath kisi ko
bathya na karo
log muthi bhar namak liye
ghum rahe hai apne zakham kisi ko dikhaya
naa karo 44.khat likhne ka mood kiya
humne bhi mood bana liya
ungli kaat ke kalam banayi
khoon ko sahayi bana liya
ab tum pucho mujhe ya naa
pooch humne apna farz nibha diya 45. koi ankhon ankhon see
baar kar letha hai
koi ankhon ankhon mein
mulaqat kar letha hai
bada muskil hota hai jawab
dena jab koi khomosh reh kar
sawaal kar leta hai 46.aapki kavita ne hume
likhna sikha diya
aapki dosti ne hume pyar
karna sikha diya
aur kua aapse
aap ki hasi me hume jeena sikha diya 47. hasraton pe chai bekhudi
ho tum
zindagi ke saare gu bhool jao
wo khushi ho tum
badal na jana badale zamaane
ki tarah oo bekhabar meri zindagi ho
tum 48.kitni sundar hai in gaalon
pe yeh laali teri
aur us pe yeh hilthi hui kano ki
bali teri
bahut taareef kardi ab to bata
do kahan hain choti saali meri 49. kaash khuda ne hume
kitab banaya hota
tum padthe- padthe soo jathe
hume seene see lagaya hota 50. Ae badal tu itna garaz ki
wo aa naa sake
wo aane ke baad itna baras ki
wo ja naa sake next 234566home