51. kyun khoe khoe se tum
rehte hoo sanam
iss dil se tumhari chahat hogi
na kabhi kam
aa jao meri zindagi mein tum
sanam tumhare bina hai zindagi mein
bahut gum 52. dil tuta hai humara khuda
ki marzi hogi
isme kuch unki khudgarzi hogi
dil diya tha humne unhe apna
samah kar
tod diya unhone isse ek sapna samaj kar
is tote dil ko aab hum
sambhale kaha se
ki hum to pehle hee bedakhal
ho chuke hai jahan see 53. matlabi hai yeh duniya
yahan kaun kiska hota hai
dokha bhi wahi deta hai jispe
bharosa hota hai 54. har shaam kaha jaathi hai
ye kahami har subah leeathi
hai
ye ek nayi kahani raastha tho
badalthe hai har din ke
lekin manzil rehjathi hai wahi poorani 55. hazaaron khushiya kam
hota hai
ek gum bhulane ke liye
ek gam kafi hota hai
zindagi bhar rulane ke liye 56. jiske khayalon mein hoon
ghum
usko bhi koi khayal hai
mere liye yehi sawal
sabse bada sawal hai 57.aaj tho mera dil kehta hai
thu iss waqt akela hoga
mera chuma hua haaton see
auron ko khat likhta hoga 58. zindagi ke raastey par
hum tum
ko ek saath hi tho chalna hai
hum tho jee bhi nahi payenge
akele chod ke chale jaoge tum 59. jis shaam mere lab pe tere
naam na aaye
khuda kare aisa shaam naa
aye
aaye jaane wale yeh mumkin
hi nahi afsana likhon aur tera naam
na aye 60.pyar mein sanam khuda
hota hai
ehsaas tab hota hai
jab wo juda hota hai 61. pyar nahin tha unko humse
aithbaarb nahin tha unko
humse
phir na jaane yeh dil kyon
bhara se rehta hai
kabhi yehi tho soch liya tha usne 62. vidya kiya hai humne aap
ko
man se na juda kiya]
milenge hum aur aap aapas
lmein
duniya me humse fariyad kiya 63. manzilon ko kareeb see
dekha
magar mazar na aaye wo
aage piche dekha koi nahi tha
sach much meri manzil thi
phir meri deewangi 64.jo khwab palkon mein sajai
hoo
use kabhi barbaad hone haa
doongi
meri zindagi mein suraj nikle
ya na nikle teri zindagi mein shaam kahi
aane na doonga 65. kaash tere ghar ka deewar
mere ghar ke paas hota
bhala thu nahi dekthi
teri aawaj tho suntha 66. har muskurahat ka matlab
ikraar nahi hota
har muskuraht ka matlab
inkar nahi hota
yun tho nazar laakhon se
milthi hai par har nazar do matlab pyar
nahi hota 67.yeh dil aise chiz hai jis ka
sauda sirf ek baar hota hai
ye pyar aise chiz hai ho
dubara nahi hota
hai mil jaayegi aapko raah
mein humari kahi magar hum jaisa shayad hi kahi
milsaktha hai 68. tu chandra mukhi main
suraj mukhi
tu mujhse dukhi main tujhse
dukhi
chal chat par ja kar laga de
chalang tu bhi sukhi main bhi sukhi 69. log kahte hai hume aadat
hai muskurane ki
par vo kya jan ye bhi ek ada
hai gum chupane ki�� 70. kabhi khamosh baithoge,
kabhi kuch gungunaaoge
main itna yaad aaunga, jitna
mujhe bhulaoge
jab koi pooch baithega
khamoshi ko sabak tumse bahut batlana chahoge par
bataa na paaoge 71. kaun kehta hai judaai hogi
yeh afwah kisi dushman ne
udai hogi
thaath se rehenge aapke dil
mein
kuch jagah to humney bhi banayi hogi 72. haqiqat samjho ya fasana
begana kaho ya deewana
suno is dil ka fasana
teri dosti hai mere jeevan ka
bahana 73. aarzoo hai tumhe door se
dekhne ki
karib bhi nahin aana chahte
tamanna nahin tumhe khone ki
tumhe paana bhi nahin chahte 74.kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai
ki zindagi jaise teri zulfon ki
chaaon mein
guzar bhi pati, tho shayad aap
ho bhi sakthi thi yeh rang jo gum ki syahi jo dil
pe chai hai
teri nazar ki shuwaaon mein
kho bhi sakthi
magar ye ho naa saka
magar ye ho naa saka, aur ab yeh aalam hai ki
tu nahin tera gum teri zustzu
bhi nahin
guzar rahi hai zindagi jaise ise
kisike sahare ki aarzoo nahin
na koi raah, na manzil , naa roshni ka suraag
guzar rahi hai zindagi meri
aandheron mein
inhi andheeron mein rahe
jaoounga kabhi kho kar main
main jaanta hoon meri hum nafas
magar yun hee kabhi kabhi
mere dil mein khayal aata hai 75. phool khilte hai khushboo
bikhraane ki liye
kyun hum milte hai bichad
jaane ke liye
ab koi aarzoo nahin hum
betaab hai maut ko gale lagane ke liye 76. hichikiyon se ek baat ka
ehsaas hota hai
ki shayad koi hamen yaad to
karta hoi
milne na aaye to kya hum par
chand lamhe to barbaad to karta hai 77. zubaan se naam lete hai ,
aankhon se aansu chalak jaate
hain
kabhi hazaaron baatein kiya
karte the, aaj ek baat ke liye
taras jate hain 78. gum-e- zindagi kay mare
hai
aur ek bazi jeet kar hare hai
jitne pathar meri jholi mein hai
sab mere doston ney mujhe
mare hai 79.aap mere pyar ka jab silla
dene lage
raste majbur hokar rasta dene
lage
insane ka kya bharosa insane
deta hai kya dona haaton se sameta jab
khuda dene lage 80. tum mujhe bhool kar to
dekho
har khushi rooth jaegi
jab bhi tum akele baithoge
khud ba khud meri yaad
aayegi 81. teri dosti ki roshini aisi hai
ki har taraf ujala nazar ata hai
sochta hun ghar ki bijli katva lu
aaj kal kambakth bill bahut
aata hai 82.hum to massoof hai apni
tanhaiyon mein
bade muddaton ke baad kisi
ne hame pukara hai
ek pal thahar ke sochne lage
kya ye naam hamara hai ? 83. kaun rakhta hai yaad
naamon ko
log cheharon ko bhool jate hai
tum samandar ki baat karte ho
lob aankhon mein doob jaate
hai 84.gamon ka daur jaari hai
aaj ki raat bahut bhaari hai
dilon ka tutna koi nayi baat
nahi hai
aaj meri to kal kisi aur ki baari
hai 85. chahne se koi baat nahi
hoti
suraj ke saath raat nahi hoti
chahte hai jise jaam se bhi
zyaada
dil mein hai par didar nahi detay 86. meherban wo nazar phir
ho yeh zarori to nahin
zindagi hamesha saath tahe
yeh zarori to nahin
ashiana basa hi lenge par wo
tere bagair ho yeh zarori to nahin 87. usko kya saza doon, jisne
mohabbat mein hamara dil
tood diya
gunah to humne kiya, jo uski
haton ko mohabbat ka rang
diya 88. aaj khushiyon ko koi duhai
dega
nikla hai chand dikhai dega
aye mohabbat karne walo
zara sambhal ke mohabbat
karna ek aansu bhi gira to sunai dega 89. dosti acchi hoto rang lati
hai
dosti gehri hoto sabko bhaati
hai
dosti naadan hoto tut jati hai
par dosti hum jaison se hoto itihaas banjati hai 90.dil ke rishtey kitne ajeeb
hote hai
door rehkar bhi paas hote hai
naseeb wale hote hai wo log
jo tumhe roz dekha karte hai 91. nazron se nazar mili
kalaam ho naa saka
haath outha hee reh gaya
salaam ho naa saka 92. unki hasrat hai jise mita
bhi naa saku
dhondhne use chala hoon, jise
paa bhi naa saku 93.har karz dosti ka ada kaun
karega
jab hum nahin rahenge to
dosti kaun karega
ae khuda mere doston ko
salamat rakhna varna mere jeene ki dua kaun
karega 94. phool ju tarah haste tahe
to hum khush hai
dil kholkar milte raho tho hum
khush hai
ye nahi chahte ki roz mile kisi
din yaad karliya karo to hum khush hai 95. itefaq se hum mile itefaq
see hum dost bane
hamari dosti ab itefaq nahin ,
zindagi ki khoobsurat hakikat
hai 96. shaam dhali phir kali rat
aaye
dil dhadka phir tumhari yaad
aaye
aankhon ne mehsoos kiya ous
hawa ko jo tumhe chookar hamare
paas aaye 97. hum students ka favorite
song:
exams paas aye, man
ghabraye
raat din padte-padte bheja
paglaye abto mera dil night time rota
hai
kya karu hai yaad nahi hota
hai 98. dost ek saahil hai toofano
ke liye
dost ek aaina hai armaano ke
liye
dost ek mehfil hai anjano ke
liye dost ek khwaish hai aap jaise
dost pane ke liye
99. khaali shishe bhi nishaan
rakhte hai
tute hue dil bhi armaan rakhte
hai jo khamoshi se guzar jaye
wo dariya bhi dil mein toofan
rakhte hai 100. dosti ek sapna hai , is
sapne ko yaad rakhna
auro ke dost mil bhi jaye to , is
dost ko yaad rakhna back home