251. ek hasi jo hasaa de, ek aasu jo rula de ek aarzu jo jaga de, ek chahat jo samajh lehar aahat jo jaan le usi rishteka naam hai pyaar252. nanhe se dil mein armaan koi rakhnaduniya ki bhid mein pahchan koi rakhnaache nahi lagte jab rehte ho udasin hoto pe sada muskaan vahi rakhna253. ek din hamaare aansu hum se poochte hai ki hume roz roz kyu bulaate ho ? humne kaha hum yaad unhe karte hai, tum chale aate ho.254. fizaaon mein khushboo bikherna hogadoobey hue sitaaron ko ubhaarna hogamaine tera naam le awaaz dihai unkoduniya ko bhi aaj therna hoga255. Har phool khushbudaar nahi hotaHar patthar chamakdar nahi hotaDosti dekh ke karoHar dost hum jaisa dildaar nahi hota256. Dil ko dhadkana aap ne sikhayaAnkhon se rulana aapne sikhayaKaise hum kare aap se bewaafaiAap se pyaar karna aap ne sikhaya257. tu door hai mujhse aur paas bhiteri kami ka hai kahi ehsaas bhidost lakhon hain jahan mein merepare tu pyaar bhi aur khaas bhi258. Tumhare liya chaand tare tod duHonda city Mercedes chod duMummy papa chod du.. Ae dost itne kafi hai yaDo char jhooth aur bol du�. Kyun hasi agai259. tu yaad kar ya na kartere na yaad karne ka koi gum nahitere na yaad karne ki adatere yaad karne se kum nahi260. lal gulabi rang hai, jhoom raha sawansuraj ki kirne, khushiyon ki baharchand ki chandni,apnon ka pyaarmubarak ho aapko diwali ka tyohar261. ek dost ka dost se waads haim marte dum tak nibhayengemaut aye tho tumse pehle hum jayengetum ko na bhool payengetumhe bhi saath le jayenge262. sajte dil mein tarane bahut hainzindagi jeene ke bahane bahut hainaap sada muskurate rehein,aapke muskurahat ke deewaane bhoot hain263. shaarab ek bimari haijo samajh ko barbaad kar rahi haiaao milke kasam khaye ki is bimari kokahatam kar denge. Ek bottletum khatam karoek bottle hum khatam kareinCHEERS264. fiza mein mehakta shaam ho tumpyar mein chalakte jaam ho tumtumhe dil mein chupaye phirte nahin hai dostmeri zindagi ka doosra naamho tum265. duriyan bahut hain par itna samajh lopaas rah kar bhi koi rishta khaas nahi hotatum dil ke itne paas ho ki duriyon ka ehsaas nahi hota266. woh ruthe is kadar ki manaya na gayadur itne ho gaye ki bhulaya na gaydil tho dil tha samundar ka sahil nahinlikh diya naam tho phir mitaaya nahi gaya267. aapko aashirwaad mile bado se,sahyog mile choto sekhushi mile jagsepyaar mile sabse daulat mile rabseyehi dua hai dilse268. jab tumhe dekhun to mydil starts flyingtumse baat karne ko I keep tryingjab tu door jaye I feel like cryingarey itna tension matle I waslying269. gul ne gulshan se fulfam bheja haisitaro ne aasman se salam bheja haimubaarak ho aapko ye RAMZANmaine tahe dil se yeh paigam bheja hai270. kabhi ghamon si tumhari mulaaqat nahoudaas baithi ho aisi ko baat nahoshikayat ho tho hamein maafkardenafursat se baithe ho tho humein yaad kar lena271. chaand par kali ghata chhati tho hogisitaron ko muskurahat aati tho hogitum laakh chupao dunia se magarakele mein tumhe bhi apni shakal pe chasi aathi tho hogi272. tum ho sabki aankhon ka noorho apni adaon ke liye mashoortum ho is zamane mein sabse alag sabse juda kyunki tune insaan ke roop mein ho LANGOOR273. khidki khuli, zulfen udi, socha husne yaar ka deedar tha, par zulfen hati tho kismat footi, KYUNKI WHO THO NAHAYA HUA SARDAR THA274. khushi se dil ko aabad karna���aur gham ko dil se aazad karna, hamari bas itniguzarish hai, ki hame bhi duaon mein yaad karna275. yaad karne ke liye koi cheez chahiyeaap nahi to aapki tasveer chahiyepar tasveer aapki hamara dil behlanaa sakegiyeh aap ki tarah muskuranaasakegi276. twinkle twinkle lazy star, kitna soyega uthja yaarup above the world so highsun has risen in the skyutke jaldi peele chaithen you call and tell me hi277. aahat si koi aaya tho lagta hai ki tum hosaya koi lehraya tho lagta haiki tum hotum hi batao meri jaan, tum kisi bhoot se kam ho278. sabkuch leneka light, exam me likhne ka all rite ritecharo taraf chaand light, boleto ho gai hai nightband karke tube light, sone ka full tight, bole to GOOD NIGHT.279. Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,Saza mili hai hume muskurane ki !280. HUMNE SOCHA KI TUMHARE CHAHNE WALE SIRF HUM HAI,LEKIN TUMHARE CHAHNE WAALON KA KAFILA NIKLA.JAB HUMNE SHIKAYAT KI KHUDA SE,TO WOH KHUDA BHI TUMHARA NIKLA 281. Aasmaan aaj phir se roya hai,Naakaam Aashiqon ke haar mein ek aur moti piroya hai,Koi to bataaye kahan mera mehboob khoya hai,mohabbat ki kabr mein merayeh pyaar soya hai.282. Mohabbat ke naam se darte thheyDil ki dhadkan dhadka gaya koiHum anjaani raahon pe chal rahe thheyAchaanak hi manzil dikha gaya koi283. Takhdir..As a BachelorTakdir hai, magar kismat nahi khultitajmahal banana chahata hoonlekin mumtaz nahi milti284. As a LoverTakdir hai, magar kismat nahi khultitajmahal banana chahata hoon,mumtaz mil gayi hai magarwoh shaadi nahi kartiAur Shadi kay baad,As a Married personTakdir hai, magar kismat nahi khultitajmahal banana chahata hoon,mumtaz nahi marti285. Tu mere dil mein aise samaayi haiJaise baajre ke khet mein bhains ghus aayi hai286. Teri zulfein hain ya ghana andheraKatwa de baal, aur kar de savera287. Majnu Laila ke baal pakad ke bolaTu kitne din se sar nahin dhoya288. Maana Ke Aapke Nazaron Main Kuch Nahin Hain HumMagar Unse Jakar Puchiye Jin-hain Hasil Nahi Hain Hum289. Pagal Deewana...humein na maloom thaki aise bhi jamane aayenge,log karenge humara katalaur hum katil kehlanyenge290. Janaaza"girl"tum ne kaha tha miloge harkidki har darwaaze ke peeche,har ik mere andaaz ke andaaze ke peechebewaffa itne nikleaye bhi na mere janaaze ke peeche."boy"tumne kaha tha milogi harkhidki har darwaaze ke peeche,har ik mere andaaz ke andaaze ke peechebewaffa main nahin tum nikli mud ke bhi na dekha,ik aur janaaza tha tumhare janaaze ke peeche.......291. Dard Ka Farqdard main woh bhi hain,dard mein hum bhi.woh aasu pe rahen hain,hum aasu jokh rahen hain.farq sirf itna hain ki,woh zamane ko dikha rahen hain,aur hum khuda se bhi chhuparahein hain292. jiski yaad bhulane ko ciggarette jalayi thi,kambakht dhuwe ne usiki tasbeer banadali293. Jab Tota Hua Dirty, To Tote Se Boli Maina,Don't Worry. Surf Excel Hai Na!294. Bahaar aane se pehle hefiza chaa gayiAur phool khilne se pehle hi bakri kha gayi295. Door se dekha to zulfon ki gahta chaye thePaas jaa ke dekha to sardar jinahaye khade the296. yun to chahne wale tumhe nahi milengemil jayega hum jaise bhi magar hum nahin milenge297. ulfat mein kabhi aisa bhihota haiankhen hasti hai magar dil rota haimante hai jise manjil apnihum safar uska koi aur hota hai298. aap ki gali se gujare hum kyaajeeb itefat thaflower to feka aapne magarpot bhi saath tha299. hum dua karte hai khuda se, ki who aap jaisa dost aur na banaye, ek hi CARTOON jaisi cheez hai hamare paas, kahin who bhi common na ho jaye300. hum ne khuda se dua mangi, dua mein maut mangikhuda ne kaha use kya jawaab dun, jisnetumhari lambi umar ki dua mangi