Phoolon ki najakat pe na jana aye doston,
Katon ki chubhan ko hi gale lagana aye doston,
Katon ki chubhan jante hai hum toh sadiyon se,
Phoolon ki chubhan ke nasoor na banana aye doston.
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai
dena hai to kaantey dedena mujheyunki aadat hai
woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se
phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!!
Zindagi bhar ke liye tera sath Nibhana chahty hai
Tumhaari in ankho mai sada ke liye bas jana chahty hai
Chahty is dil ki, na jaane humse kaya kaya chahati hai
Najar bhar tumhe dekh kar, Tum permar jana chahty h
ek phool ki chubhane se sabhi se dil nahi moda jata,
kuch phoolon ko to chubhna bhi nahi aata,
gam e dard se zindagi na haaro ay Sunny,
jeene ki chaah rakhne wala hi hai saahilon ko paata. ()
Kaanto se karo payar ki phoolon ka arth samjhaty hai
bin kanto ki chubhan ke kon puchega in phoolon ko
nahi hai dosh phoolon ka bhi kuch
kayun ki kabhi kabhi wo bhi sangant ka asar dikhaty hai!!!! (
Katon se hi kyu hai gila sabko aye mere Sunny,
Kya khata hai unki jo shikayatein hai itni,
Bas itni hi na ki har pal mein wo bas ek se hi hai,
Kal bhi wo chubhte the, aaj bhi wo chubhte hai,
Par phir bhi wo bhale hai phoolon se doston,
Phool kabhi balon mein kabhi arthi pe sajte hai…
Phoolon ki najakat pe na jana aye doston,
Katon ki chubhan ko hi gale lagana aye doston,
Katon ki chubhan jante hai hum toh sadiyon se,
Phoolon ki chubhan ke nasoor na banana aye doston.
zindagi mein har ek pal ek jaise nahin hote hain,
kabhi khusi hoti hai kabhi dard hoti hain,
zindagi bi ek mousaam ki thara hote hain,
har pal insan ki zindagi badalthi raheti hain !!!
Har kadam pe imtihan leti hai zindagi,
har waqt naye sadme deti hai zindagi,
hum zindagi se shikwa kaise kare,
aap sa dost bhi to deta hai zindagi!
Na tere anne se hoti hai khushi ab
Na tere jaane se hota hai koi gum
tum mere khayalo mai ho kaid hamesha ke liye
aor mai hu tere payar mai griftaar marty dum tak
ab to ye bhi yaad nahi hai farq tha kitana dono mein
us ki baate yaad rahi aur us kaa lahjaa bhool gayaa…
yeh new bat nhi ke hamari hakeekat ko muskrana bata gaya,
dil jalaya kisi aur nay aur ilzam humpar laga gaya,
marham lagnaay ke bahanay ay mere dost,
har bar ki tahrah hamaray dil main ik aur zakam bana gaya,
TUMHE BAAR BAAR DEKHTI HUN
TUH EK HI KHAYAL AATA HAI
VO TUMHARI KON SI BAAT HAI
JISPAR MUJHE ITNA PYAR AATA HAI?
KAISE BHUL JAUN JISE ITNA PYAR KIYA HAI
ITNE SAALON MEIN JISE MAINE
APNA SAB KUCH DIYA HAI
APNI HAR PRATHNA MEIN JISE YAAD KIYA HAI
EK EK PAL MARI HUN JISPAR
JISKE LIYE EK EK PAL JIYA HAI
teri baaton ka asar jo chaya hai mere dil par..
yakinan mujhe tadpayega ab yeh raat bhar..
socha bhool jaonga tujhe ab karunga na yaad,
magar dard hi mila mujhe, tujhe bhool kar…
Karo dua kubul hamari, maisale mohabbat bano,
Kabhi toh unko bhi khud pe sharm aayegi…
jab jab dil se tum aawaz lagaoge
hume nazaron ke samne paoge
khuda na kare kabhi deri ho jaye
hume aane mein tumhare samne
kahin khwab samaj kar hume
bhuul tuh nahi jaoge
khud pyas ka sehra hoon magar dil ki ye zidd hai
har dasht par sawan ki traha toott kar barsoon
Woh humari baaton se Kyon naraj ho jaate hain hain “Sunny”
kyon tum kisi dil ko dukhaate ho mar kyon nahin jaate………..
ab mujh ko hai qaraar to sab ko qaraar hai
dil kyaa Thahar gayaa ki zamaanaa guzar gayaa
yaa rab nahin main vaaqif-e-rudaad-e-zindagi
itanaa hi yaad hai ki “Sunny”jiyaa aur mar gaya..
kya kahun main tumse
ke zuban kuch keh nahi pati
kudh se bahar ho rahi hun
tumse sunke apne baare mein
ke abhi tuh sanso mein saan bhi reh nahi pati
kya kahun tumse main kuch samaj nahi pati
Ret pe tera naam likha hai humne
Goya andhi me diya jalake rakha hai
Khabar hai nahi tu mere naseeb main
Phir bhi ek madham se aas laga rakhi hai!!
dard bhare naghmein to hazaar hain
saaz-e-dil toot gaya to bajayein kasey?
boojh hota jo ghamoon ka to utha bhi lete
zindagi jo bojha bani ho to uthayeinkasey?
deewaro se sir takraana achaa lagta hai,
dard me aansu girana achaa lagta hai,
is duniya me laash ki tarah zindaa hai hum,
zamane k pattharo ka chot achaa lagta hai
Wo humse kehte hai ki deewaron ne unhe humse bacha rakha hai,
Unhe koi ye bataye ki unhone humpe kya sitam dha rakha hai,
Unse hum dur hi rehte toh kuch gila bhi na hota uska,
Wo mere pas hai par phir bhi kyu matam mana rakha hai…
zaruri nahi ke gham me nikle aansu…
muskurati ankhon me bhi sailab hote hai!!!
TUMHE BAAR BAAR DEKHTI HUN
TUH EK HI KHAYAL AATA HAI
VO TUMHARI KON SI BAAT HAI
JISPAR MUJHE ITNA PYAR AATA HAI?
KAISE BHUL JAUN JISE ITNA PYAR KIYA HAI
ITNE SAALON MEIN JISE MAINE
APNA SAB KUCH DIYA HAI
APNI HAR PRATHNA MEIN JISE YAAD KIYA HAI
EK EK PAL MARI HUN JISPAR
JISKE LIYE EK EK PAL JIYA HAI
Karo dua kubul hamari, maisale mohabbat bano,
Kabhi toh unko bhi khud pe sharm aayegi…
teri baaton ka asar jo chaya hai mere dil par..
yakinan mujhe tadpayega ab yeh raat bhar..
socha bhool jaonga tujhe ab karunga na yaad,
magar dard hi mila mujhe, tujhe bhool kar…
Tumhari lekhani ne hi de diya mujhe parichay,
Tumko padh ke hi humko kuch apnapan laga.
uraa ke raakh soye dil ki, ab uski sadaa se darte ho?
Khud hi toofaan uthaye hein tum ne,aur khud hi hawaa se darte ho?
Toofan-E-Gham Se Kaih Do Keh Misl-E-Charaagh-E-Raah
Jo Khud Hi Bujh Rahaa Ho , Kioun Usko Hawaayen De
Kuch Zindagi Se Mil Na Saka Yaas KeSiwaa
Main So Rahaa Hoon Mujh Ko Na Koi Sadaayen De
- – - – - – - – - — – - – - – — – - – - – ———
ishq sabhi ko jeena sekha deta hai,
wafa ke naam par marna sikha detahai,
ishq nahin kiya to karke dekho zaaaalim,
har dard sehna sikha deta hai
bewafaai ki hadein jab wo paar kar jaaye, to kya karein
fir aankhon ke saamne baar baar aaye to kya karein
yun to sahara dete hain hum anjaanon ko bhi
koi nazron se hi gir jaaye, to kya karein!!!!!!!
Teri bewafai ki haden, meri wafa ki hado se lagi hai takraane,
yah ab tum jaan jao, aor ya ab mai maan jau!!!!
meri wafa ka alam bhi bara ajiib hai
jo karta hai teri bewafai se bhi pyaar
jeetain hai hum taanhai mein
hokar tumse besawal
Wafa Kar Raha Hoon Wafa chahta Hoon
Wafa Na mili to Muskrana chahta Hoon
Muskra Na Saka to Gum Bhi Nahin
Arre itna bhi Nahin Samjha
Insan Hoon Jaanvar Nahin!!!!
Wafa ko wafa na mili,
Mudatton ki thokron se dil-e zamin na hili,
Gum nahi -e Khuda tune sirf gum diya hai,
Khushi hai chahe gum ne, kisi ne to mujse rishta kayam kiya hai
Mat karo koi wada jise tum nibha na sako
Mat chaho use jise tum pa na sako
pyar kahan kisi ka poora hota hai
pyar ka to pahala shabd hi adhoora hota hai
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha
Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur ChaderMujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha
Har sahil ko kinara mat samjho…
Har dost ko sahara mat samjho…
Nazar nazar me fark hai yaaron…
Har zajar ko ishara mat samjho…
HASRTEIN BE QIAS HOTI HAIN
SURTEIN GHUM SHINASS HOTI HAIN
JIN KE HONTON PE HO MUSKRAHIT
UN KE DIL UDAAS HOTE HAIN
HAR EK MUSKRAHAT MUSKAAN NAHIN HOTI
MOHAABT HO KE NAFRAT AASAN ANHIN HOTI
AANSOO GHUM KE HOON YA KHUSHI KEH
HOTEY HAIN AIKJAISEY
IN ANSOONON KI KOI PEHCHAAN NAHIN HOTI
dard ko seene me lekar jine waale hi samajh sakte hai use,
aap kya jaane jis ki zindagi me bahar hi bahar hai
baharon ko dekh kar yeh dhoka na kha,
ke kayi poohl hai usme mujre hue,
mere hooton ki jhoit hasi pe mat ja,
ke dil me khayi dard hai chupaye hue!
zakam to apnay he daytay hain,
log badnam kar daytay hain zamany walo ko,
namak lagna hai to apna naam lay ke lagana
na darana zamnay ke naam say dil lagnay waloon ko
_________________ Yaad hai teri aur zindagi mein gam hai
Manzar hai judai ka aur aankhen bhi nam hain
Tu aaye to dhadak jaaye, aa jaaye isme jaan
Teri aarzoo hai, dil mein dhadkanen bhi kam hain Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai Shayad unki ada hai ye jo har din hume tadpate hain wo
Kabi kisi to kabhi kisi bahane se hume satate hain wo,
Na jane kya milta hai unhe jo humpe yeh sitam dhate hain wo
Chain hi nahi milta unhe jab tak hume rulate nahi hain wo.
Na Jaane Kab Yeh Doori Kam Hogi,
Aur Hamari Apse Mulakat Hogi,
Woh Din Aaya Nahin Raat Ho Gayi,
Poori Duniya So Gayi Aur Hamein Neend Na Aayi… Yaad Nahi Woh Din Jab Tumse Baat Hui Thi,
Aur Humare Chehre Pe Muskan Chhayee Thi…
Ab Jo Dur Rehne Lagi Ho Tum,
Gam Ke Sagar Mein Poori Tarah Doob Gaye Hain Hum…
Pata Nahi Kab Humne Akhri Baar Hasa Tha,
Lekin Haan, Humare Dil Mein Bhi Khusiyon Ka Badal Barsa Tha…
Ab Yeh Badal Sirf Gam Barsaate Hain,
Har Pal Humein Rulate Hain…
Aye Jan-e-Man Ehsaan Kar Do Ek…
Humein Kabhi Na Bhulana,
Pyaar Ke Ish Gehre Samander Mein Akela Chhod Na Jaana…. Koi kehta hai pyaar nasha ban jata hai….
Koi kehta hai pyaar saza ban jata hai….
Par pyaar karo agar sachche dil se….
To wo pyaar hi jine ka waja ban jata hai..!! Maana hai lakh buraiyan mujhme, par ek toh achhai hai…
Baat jo thi ab tak dil mein, Aaj wahi juban pe aaye hai…
Chaha hai sache dil se maine toh tujhko…
Ek tu hi hai wo jisne ye shayari mujhe sikhkai hai…. o ansu ki tarah behta gya wo raqt hu mai….
jise qadam qadam par ajmaya gya wo waqt hu mai…..
shayad isi tarah “honey” likhi meri taqdeer khuda ne ….
jise chahne wala to mila par chaha na gya aise shaqs hu mai… home